Blogger Favicon Kya Hai or Blog Par Favicon Ko Kaise Change Karte Hai...
Apne blog ka favicon ya logo ko kaise change kar sakte hai. aaj mai aapko iske bare me bata raha hu.
Apne blog ka favicon ya logo ko kaise change kar sakte hai. aaj mai aapko iske bare me bata raha hu.
ye bahut aasan hai aap apni pasand ya apne
blog ke name ka icon yaha laga sakte hai. ye bahut hi acha tarika hai
apne visitors pane ka.
Favicon (logo) Kya Hai or Ye Kyu Jaruri Hai?
Favicon ek choti c lagbhag (16px x 16px
size) ki photo hoti hai. jise aapne websites ke address ki side me dekha
hoga. aap bhi apne blog par apna logo laga sakte hai. isse aapke
visitors ko aapka blog website ki taraha lagega
Apne Blog Me Favicon ko kaise add kare?
Sabse pahle blogger.com log in kare or apne blog ke dashboard par jaye.
1. layout par click kare
2. favicon
ab aapke samne is taraha ki ek window open
hogi. ab Choose file par click karke apne photos me se ek photo chune
jo 100kb se jyada size ki nahi ho.
photo cunne ke bad Save par click kar de aap wapis apne blog e layout par aa jaoge.
Save arrangement p par click kar de.
0 Reviews:
Post Your Review