Blogger Blog Main Background Kaise Lagaye
Hello friends agar aap ek hi background rakh kar bore ho gaye hai to aaj mai aapko is article me batauga ki aap kis tarha apne blog ka background change kar sakte hai.
Blogger ka background change karna bohot hi aasaan hai. Is tutorial me hum apne blogger blog ka background change karne ke baare me seekhege.
Blogger Ka Background Kaise Badle?
Step 1 : Background change karne ke liye aap sabse pehle apne blogger accountStep 2 : Ab Template me jaake customize par click kare .
Step 3 : Background ka option select kare.
- Option select karte hi ek background images ka box aa jayega.
- Is box ke par lage arrow ko click kare.
- Bade box me se apne pasand ki image select kare
- Image select karne ke baad Done par click kare
- Done karne ke baad “Apply to Blog” par click kare
Done karte hi aapke blog par backgrond image lag jayega.
Agar is post se related ko bhi question hai to neech comment box me comment kare.
Bahut aachi jankari hai...
ReplyDelete