Facebook Ka Background Color Kaise Change Kare
Agar aapko facebook ke blue color se boring hoti hai. to mai aapko aysa tarika bta raha hu jisse aap apni pasand se facebook ka color change kar sakte ho. ji ha dosto jis chrome browser or Mozila firefox me aap facebook ka color change kar sakte ho. aapko bas thodi si setting karni hai. is post me mai aapko facebook ka color change karne ki puri jankari details me bta raha hu.
Facebook Ka Backgroud Color Kyo Change Kare
Hum facebook ke blue color se bor ho jate hai. shayad aap bhi. agar hum
facebook ka color change kar de. to uska look hi change ho jata hai. or
hum new look se thoda acha mahshoos karte hai. sabse badi baat aapko
apni pasand ke color me facebook chalane ka tarika hai. aap ek bar try
kijiye khud jan joge ki ye tarika kitna cool hai. sath hi hume mat bhool
jana. aapko bhi is site ko share kar ke humari bhi help karni hai.
Facebook Ka Backgroud Color Kaise Change Karte Hai
facebook ka background color change karna bahut hi aasan hai. aapko bas niche diye gaye step follow karne hai.
Step 1
1. Sabse pahle Chrome Webstore par jaye.
2. Ab jo windows khule usme aapko jo color acha lage select karna hai.
1. Search box me "facebook color changer" likh kar search kare.
2. yaha par Facebook color changer, facebook bar color, facebook theme
jaise bahut se option milenge. aapko facebook ka backgroud color change
karna hai. so "facebook color changer" select kare.
3. "facebook color changer" ke samne "ADD TO CHROME" par click kare.
Step 2
1. aapke "ADD TO CHROME" karne ke bad ek popup page khulega usme "Add extension" par click kare
2. Ab ek 200-300 kb ka sofware download hoga.
3. downloding hone ke bad alag se windows khulegi usme finish par click kare.
1. ye ek msg hai ki aap chrome me extension use karne ke bad hi color change hoga. ise ayse hi chod de.
2. Finish par click kare.
Step 3
1. ab browser me facebook.com par ja kar log in kare.
2. browser ke right side me url box me facebook ka icon hoga. image follow kare.
बहुत अच्छी लगी सर
ReplyDelete