Apni Website (Blog) Ke Liye Google Sitemap Kaise Banaye?
Google Sitemap Kya Hai or Ye Kyu Jaruri Hai?
google sitemap ek file ki taraha se jisme aap apne blog ya website ke
500 pages ko add kar sakte hai. iska kaam website ke pages ko google
sahit sabhi search engine tak le jana hota hai.
agar aap aap chahate hai ki aapki site bhi google search engine me dikhe to google sitemap aapki help kar sakta hai.
Blog Ke Liye Sitemap Kaise Banaye?
1. Go to Create your Google Sitemap
Ab aapke samne ek aysi windows khulegi
1. apne blog ka url dale jaise www.love4me-love2me.blogspot.com hai.
2. Always select kare.
3. ise ayse hi chod de yani Use server's response par hi tik rahne de
4. Automatic calculate par tick kare.
5. sabkuch sahi select karne ke bad Sart button par click kare.
Ab ek new window khulegi. jisme aapke blog ka sitemap url kuch is taraha hoga:- http://www.love4me-love2me.blogspot.com/sitemap.xml
0 Reviews:
Post Your Review