Alexa Rank Kya Hai Alexa Rank Blog Me Kaise Submit Kare?
Aaj mai aapko google analytics ki tarah hi ek or service ke bare me bta raha hu. jisme hum apni site ya blog ki ranking dekh sakte hai. yani humari site ko future me kitne log use kar sakte hai. Alexa rank is par hum site ke un futurs ka bhi pata kar sakte hai. jo google analytics nahi dikhata hai. agar aap apni site ka future dekhna chahate hai to aap alexa rank use kar sakte hai. isse hume blogging karne me bahut help milti hai. aap apni site ki traffic badhane ke liye bhi alexa rank use kar sakte hai. ye ek bahut hi acha tarika hai apni site blog ki populerty pata karne ka.
Alexa Rank Kya Hai?
alexa rank ek aysi service hai jis par hum apni sites ki traffic ranking pata kar sakte hai. ise amazon.com company
ke dwara 1996 me start kiya gaya tha. ye hume hume site ka future bhi
batati hai. alexa rank ki madad se ye pata lagaya ja sakta hai ki humari
site kitni populer hai.
Alexa Rank Kya Kaam karti hai?
alexa ranking kya kam karti hai or ise site me submit karne se kya fayde hai. mai aapko yaha kuch topics bta raha hu.
1. alexa rank hume site ki traffic ranking ke bare me jankari deta hai.
2. humari sites ko kitne male, female ya 18 saal se kam umar ke use karte hai.
3. konsi country me humari site kitni populer hai.
4. puri duniya me kitni fomous hai. iska bhi pata chal jata hai.
5. humari site par visitors kaha kaha se aate hai.
6. bounce rate kitni hai.
7. har visitor daily kitni der tak site par aata hai.
8. daily humari site kitne samay use hoti hai.
9. humari site kitni sites se judi huyi hai.
10. humari site ke jaisi or kitni sites hai.
11. kab kitni income hoti hai. iska bhi pata chal jata hai.
ayse hi bahut se futures hai jinke bare me alexa rank hume jankari deta
hai. par kuch fitures paid hote hai. pahle alexa rank free tha. but jada
use hoe ki wajah se iske kuch futures paid kar diye gaye hai.
Alexa Ranka Par Account Kaise Banaye?
aap alexa par apni facebook id se bhi log in kar sakte ho. par aap usse
sirf ek site ko alexa rank par submit kar sakte ho. isliye aap alag se
account banaye. fir aap apni sari sites ko alexa rank me use kar sakte
ho. mai yaha aapko usi ka tarika bta raha hu.
Step 1
sabse pahle aap www.alexa.com site par jaye.
1. Create an Account par click kare.
2. apna email address bhare.
3. Create par click kare.
Step 2
1. ab aapki email id par ek msg aayega usme alexa ka verify link hoga.
2. us link par click ko open kare. ab ek windows khulegi usme apna alexa password choone.
1. apna password choone.
2. password repeat kare.
3. Submit password par click kare.
Step 3
ab apni site ka url submit kare.
1. yaha apni site ya blog ka url likhe.
2. Find par click kare.
Step 4
ab aapke samne jo windows khulegi. usme aap apni site ki puri jankari dekh sakte.
Alexa Rank Ko Blog Me Kaise Use Kare?
Step 5
is code ko copy kare.
0 Reviews:
Post Your Review